Roman script
zulmat-kade me mere
zulmat-kade me mere shab-e-gam kaa josh hai
ik shamaa hai dalil-e-sahar so khamosh hai
daage firaaqe sohabat-e-shab ki jali hui

ik shammaa rah gai hai so wo bhi khamosh hai
zulmat-kade me mere shab-e-gam kaa josh hai
aate hai gaib se ye mazaami khayaal me
aate hai gaib se ye mazaami khayaal me
gaalib sarire khaamaa naawaa-e-sarosh hai
zulmat-kade me mere shab-e-gam kaa josh hai
ik shamaa hai dalil-e-sahar so khamosh hai
zulmat-kade me mere shab-e-gam kaa josh hai
Explore this song