Roman script

halaat se ladane me maza aata hain

jazbaat se ladane me maza aata hain  

ae teri yaar baat hi kuchh aisi hain 

teri har baat pe ladane me maza aata hain 

aur ladaai ka sabab hain vada 

jubaan di hain kisi ko to, nibhana chahiye saahab 

kiya tha shaam ka waada 

kiya tha shaam ka waada, to aana chahiye saahab 

jubaan di hain kisi ko to, nibhana chahiye saahab 

agar dil me nahi rakhte, to aankho me basa lije 

to aankho me basa lije 

kahin to 

kahin to dil ke rahne ka, thikana chahiye saahab 

kahin to dil ke rahne ka, thikana chahiye saahab 

jubaan di hain kisi ko to, nibhana chahiye saahab 

bas itna hi kaha tha, dur hogi kab ye tanhaai 

tumhen to 

tumhen to ruth jaane ka bahana chahiye saahab 

tumhen to ruth jaane ka bahana chahiye saahab 

jubaan di hain kisi ko to, nibhana chahiye saahab 

nasim achhi lage hain, mujhko bhi divanagi dil ki 

mujhko bhi divanagi dil ki 

mere dil ko 

mere dilko bhi mujhsa hi, divana chahiye saahab 

jkiya tha shaam ka waada 

kiya tha shaam ka waada, to aana chahiye saahab 

jubaan di hain kisi ko to, nibhana chahiye saahab 

nibhana chahiye saahab, nibhana chahiye saahab

Explore this song