Roman script

aa haalat se ladane me maza aata hain 

jazbaat se ladne me maza aata hain 

ae yaar teri baat hi kuchh aisi hain

teri har baat pe ladne me maza aata hain 

aur ladai ka sabab hain, vada ki lathi 

jubaan di hain kisi ko to 

nibhaana chahiye sahab 

jubaan di hain kisi ko to 

nibhaana chahiye sahab 

kiya tha shaam ka vada 

kiya tha shaam ka vada 

to aana chahiye sahab 

jubaan di hain kisi ko to 

nibhaana chahiye sahab 

agar dil me nahi rakhte 

to aankh me basa lije 

agar dil me nahi rakhte 

to aankh me basa lije 

to aankh me basa lije 

kahin to 

kahin to dil ke rahne ka 

thikana chahiye sahab 

kahin to dil ke rahne ka 

thikana chahiye sahab 

jubaan di hain kisi ko to 

nibhaana chahiye sahab 

bas itna hi kaha tha 

dur hogi kab ye tanhaai 

bas itna hi kaha tha 

dur hogi kab ye tanhaai 

bas itna hi kaha tha 

dur hogi kab ye tanhaai 

tumhe to 

tumhe to ruth jane ka 

bahaana chahiye sahab 

tumhe to ruth jane ka 

bahaana chahiye sahab 

jubaan di hain kisi ko to 

nibhaana chahiye sahab 

nasim achchi lage hain 

mujhko bhi divaangi dil ki 

nasim achchi lage hain 

mujhko bhi divaangi dil ki 

mujhko bhi divaangi dil ki 

mere dil ko bhi mujhsa hi 

diwana chahiye sahab

mere dil ko bhi mujhsa hi 

diwana chahiye sahab

kiya tha shaam ka vada 

kiya tha shaam ka vada 

to aana chahiye sahab 

jubaan di hain kisi ko to 

nibhaana chahiye sahab 

nibhaana chahiye sahab 

nibhaana chahiye sahab

Explore this song