Roman script

zor lagake haiya, haiya haiya haiya, zor lagake haiya, haiya haiya haiya

ulta petara ulta nagara duniya khatara dhakka dena yaara 

haiya haiya haiya 

jab ek se ek ko joda, har mushkil ka muh toda 

mili paanch ungali to bana haath ye hathoda, haath ye hathoda  

tuta sa sitara bheje mein kapada, duniya khatara dhakka dena yaara 

tuta sa sitara bheje mein kapada, duniya khatara dhakka dena yaara 

zor lagake haiya, haiya haiya haiya, zor lagake haiya, haiya haiya haiya

zor lagake haiya, haiya haiya haiya

thoda pagla thoda thoda yeda, har rasta jaha ka tedha 

har roz hai chhamela har baat hai bakheda, baat hai bakheda baat hai bakheda

mamla bighada baj gaya baara, duniya khatara dhakka dena yaara

mamla bighada baj gaya baara, duniya khatara dhakka dena yaara

ulta petara ulta nagara duniya khatara dhakka dena yaara 

ulta petara ulta nagara duniya khatara dhakka dena yaara

zor lagake haiya, haiya haiya haiya, zor lagake haiya, haiya haiya haiya

Explore this song