Roman script

teri teri teri teri ye aankhen
aankhon mein kho gya hun 
aankhon mein kho gya hun 
teri teri teri teri ye baate
baato mein kho gya hun 
baato mein kho gya hun 
aankhon mein kho gya hun 
chand chithata hai taare satate hai 
mil ke ye sare teri yaad dilate hai 
o meri janejana dur mujhse na jana
vo tera muskurana ho ho 
main hin diwana tera 
aashiki mein kho gya hun 
aashiki mein kho gya hun 
teri teri teri teri ye aankhen
aankhon mein kho gya hun 
baato mein kho gya hun 
jindagi tab khas hoti hai 
jab jindagi mein koi baat hoti hai 
han kho na jau duniyan ki bhid mein kahi 
tum jo mile nahi tum jo mile nahi 
roop sawan ye pyaar ka tera 
varish mein kho gya hun 
varish mein kho gya hun 
teri teri teri teri ye aankhen
aankhon mein kho gya hun 
aankhon mein kho gya hun 
teri teri teri teri ye baate
baato mein kho gya hun 
baato mein kho gya hun 
aankhon mein kho gya hun

Song details