Roman script

zindgani ka maza shadi mein hai

zindgani ka maza shadi mein hai

nojawani ka maza shadi mein hai

nojawani ka maza shadi mein hai

chahe jis kante ka rahle

wala wo insan ho

rus ho england ho

amerika ho japan ho

dharam sabka hai juda

par god sabka ek hai

dhang shadi ka sabka juda hai

par sabka  matlab ek hai

zindgani ka maza shadi mein hai

zindgani ka maza shadi mein hai

amerika aur england

jaha par wife aur husband

dono liye hand mein hand

jhin jhin jhinak baje band

baje band baje band

padri liye bibal hath

aaya un dono ke pas

badli gayi ring se ring

aakhiri costume bhi

marriage ka hua sabse bada

dekh kar aakhir mujhe

majboaur ho kahna pada

majboaur ho kahna pada

majboaur ho kahna pada

zindgani ka maza shadi mein hai

nojawani ka maza shadi mein hai

zindgani ka maza shadi mein hai

afrika ke jungle wale

koyla se kale kale

liye hath mein lambe bhale

lambe bhale lambe bhale

aaye ladki ladke wale

ladki ladke wale

pandit ji ne dulhan ji ke

sar pe rakha hath

wo bhagi jhadi ke pas

pandit ji ne dulha ji ke

sar pe rakha hath

wo bhi gaye usi ke pas

jungle mein mangal hua

baje dhama dham dhol

dholak ki aawaz me bhi

nikle yahi bol sahab

nikle yahi bol kya

zindgani ka maza shadi mein hai

nojawani ka maza shadi mein hai

zindgani ka maza shadi mein hai.

Explore this song