Roman script

zindagi cigarete ka dhuan

ye dhuan jata hai kahan

ya kahi jata nahi

ye socho, na socho meri jaan

ye dhuan jata hai kahan ye dhuan 

zindagi cigarete ka dhuan

ye dhuan jata hai kahan

ya kahi jata nahi

ye socho, na socho meri jaan

ye dhuan jata hai kahan ye dhuan 

dil ko apne tu chhota na karna

ye kali dil ki phir se khilegi

chhin gai hai jo shakti badan ki

vahi shakti tujhe phir milegi

tere panv ko chumegi parvat ki sab chotiyan

sab chotiyan

phir se daudega chalne lagega

lahu tan me machalne lagega

dil pe chhaya hai jo ye andhera

ye andhera bhi dhalane lagega

tujhe chand pe chalate dekhega sara jahan

sara jahan

Explore this song