Roman script

zindagi aa mere paas aa, mere dil me saman

aa mere paas aa 

zindagi aa mere paas aa, mere dil me saman

aa mere paas aa

mujhko le chal wahan, tu basi hai jahan

na ho koi bhi manjil, na ho rasta

mujhko le chal wahan, tu basi hai jahan

na ho koi bhi manjil, na ho rasta

ho sitaron se age ki dunia jahan

na ho koi bhi manjil, na ho rasta

mujhko le chal wahan,tu basi hai jahan

na ho koi manjil, na ho rasta

zindagi aa mere paas aa,mere dil me saman

aa mere paas aa

jarra jarra leke ja, tisona ja

badlo ka ho mujhta bichhona jaha

subah jagi na ho, sham soyi na ho

tere mere siwa, jahan koi na ho

khusbuo ki fijao me, khoye ya phir

ek duje ke pahlu me, soye rahe

mujhko le chal wahan, tu basi hai jahan

na ho koi bhi manjil, na ho rasta

Explore this song