Roman script

zindagi ye zindagi ye

zindagi ye safar me hai kat raha hai rashta

humsafar to hai magar majile hai juda juda

koi kisi se gum hua koi kisi ko mil gaya

hamsafar to hai magar manzile hai juda juda

zindagi ye 

hai milan ki chahte faasle hai darmaya

hai milan ki chahte faasle hai darmaya

dhadkane to ek hai phir bhi hai ye duriya

koi kisi se gum hua koi kisi ko mil gaya

koi kisi se gum hua koi kisi ko mil gaya

hamsafar to hai magar manzile hai juda juda

hamsafar to hai magar manzile hai juda juda

aasuo ki dhup me koi jal raha idhar

aasuo ki dhup pe koi jal raha idhar

kahkasho ki chaanv me koi chal raha udhar

koi kisi ko hai chahta koi kisi se hai khafa

koi kisi ko hai chahta koi kisi se hai khafa

hamsafar to hai magar manzile hai juda juda

hamsafar to hai magar manzile hai juda juda

aye khuda aye khuda, aye khuda aye khuda

aye khuda aye khuda

zindagi ye zindagi ye

zindagi ye zindagi ye

zindagi ye zindagi ye

aye khuda aye khuda, aye khuda aye khuda

aye khuda aye khuda, aye khuda aye khuda

Explore this song