Roman script
zindagi sanvar gayi mastiyo se bhar gayi jab se pyar ki nazar dil me hai utar gayi zindagi sanvar gayi mastiyo se bhar gayi jab se pyar ki nazar dil me hai utar gayi bat nayi aa gayi bat nayi aa gayi husn ke garur me sar jhuka diya hai jo ishq ke hajur me janeman wo aapki berukhi kidhar gayi jab se pyar ki nazar dil me hai utar gayi kaun hu khabar nahi kaun hu khabar nahi hosh kho chuki hu mai bhulkar jahan ko teri ho chuki hu mai ek din ki dillagi kya se kya hai kar gayi jab se pyar ki nazar dil me hai utar gayi dil ko aaj kya hua dil ko aaj kya hua hath me na aaye hai dhadkano ki tan par saz saz gaye hai kya kahu tumhe sanam dil pe kya gujar gayi jab se pyar ki nazar dil me hai utar gayi zindagi sanvar gayi mastiyo se bhar gayi jab se pyar ki nazar dil me hai utar gayi
Song details
- Singer: Shamshad Begum
- Singer: Mohammed Rafi
- Film / album: Sindbad The Sailor (1952)
- Composer: Chitragupt
- Lyricist: Shyam HIndi
- Actor: Master Bhagwan
- Actor: Jayant
- Actor: Pran
- Actor: Shakila
- Actor: Nirupa Roy
- Actor: Ranjan
Song video
singer: Shamshad Begum, Mohammed Rafi