Roman script

zindagi phulo ki nahi, phulo ki tarah mahaki rahe

zindagi
jab koi kahi gul khilataa hai, aavaaz nahi aati lekin   

khushabu ki khabar aa jaati hai, khushabu mahaki rahe
zindagi phulo ki nahi, phulo ki tarah mahaki rahe
zindagi 
jab raah kahi koi mudati hai, manzil kaa pataa to hotaa nahi 

ik raah pe raah mil jaati hai, raahe mudati rahe
zindagi phulo ki nahi, phulo ki tarah mahaki rahe
zindagi phulo ki nahi, phulo ki tarah mahaki rahe
zindagi

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Sanjeev Kumar, Sharmila Tagore, Sarika