Roman script

mar mar ke mushafir ne basaya hai tujhe

rukhsab se phira ke munh dikhaya hai tujhe

kyun kar na lipat ke sou tujhse e kabr

zindagi deke maine paya hai tujhe

zindagi ne maut se parda kiya

aye kafan tune to sharminda kiya

zindagi ne maut se parda kiya

aye kafan tune to sharminda kiya

zindagi ne maut se parda kiya

unko aana tha na aaye aur yaha 

unko aana tha na aaye aur yaha 

unko aana tha na aaye aur yaha 

marne wala raasta dekha kiya

marne wala raasta dekha kiya

aye kafan tune to sharminda kiya

zindagi ne maut se parda kiya

koi bhi mehfil ho jee lagta nahi

koi bhi mehfil ho jee lagta nahi

koi bhi mehfil ho jee lagta nahi

uski yaadon ne hume tanha kiya

uski yaadon ne hume tanha kiya

aye kafan tune to sharminda kiya

zindagi ne maut se parda kiya

tha use kitna bichhadne ka malal

tha use kitna bichhadne ka malal

tha use kitna bichhadne ka malal

jaate jaate woh mujhe dekha kiya

jaate jaate woh mujhe dekha kiya

aye kafan tune to sharminda kiya

zindagi ne maut se parda kiya

aye kafan tune to sharminda kiya

zindagi ne maut se parda kiya

zindagi ne maut se parda kiya

Explore this song