Roman script

zindagi naam hai waqt ki mar ka

zindagi naam hai waqt ki mar ka

ek din jeet ka ek din har ka

ek din jeet ka ek din har ka

zindagi naam hai waqt ki mar ka

rah sachchai ki mushkilo se bhari

par na sahas ruka aur na himmat dari

yuhi tapkar sabhi pap dhul jayenge 

pehle kante to chun phul mil jayenge

rasta hai yahi rasta hai yahi ek uddhar ka 

ek din jite ka ek din har ka

zindagi naam hai waqt ki mar ka tere uddhar ka

dard se jo mile wo khushi hai teri

aansuo se khile wo hansi hai teri

dekh mosam naya rang lane laga

phul khilne lage waqt bhane laga 

rup hoga naya,rup hoga naya tere sansar ka

ek din jite ka ek din har ka

ek din jite ka ek din har ka

zindagi naam hai waqt ki mar ka

Explore this song