Roman script

jindgi mil ke bitaynge 
hal-e dil gaa ke sunaynge
ham to sat rang hai 
ye jhan rangeen bnayenge
sargam humse bane
nagme humse se jawan
jhume aasman
hum hi to duniya ke sath ajube
humse hai jhan
jindgi mil ke bitaynge....
khusiya batenge hum 
har gum mil ke sahe
fir kyu aansu bahe
are ban ke shara ek duje ka
yu hi chalte rahe
jindgi mil ke bitaynge...

Song details

Song video

Watch on YouTube