Roman script

jaane kahaan pe bhatki thi zindagi

woh aasoon the jinko main samjha tha khushi

jaane kahaan pe bhatki thi zindagi

woh aasoon the jinko main samjha tha khushi

bewajah jiya ab tak

pata na tha, aaj jaana hai

waqt ke, chhote se

ek pal mein hai sadiyon ki khushi

hai yehi zindagiooooo

hai sadiyon ki khushi

hai yehi zindagi…ooo.oooo

raahon mein raahein

khuda ki mil gayi

woh… unpe ab chalna

nahi jaana hai kahin

raahon mein raahein

khuda ki mil gayi

woh… unpe ab chalna

nahi jaana hai kahin

roshni, na thi aisi

kabhi pehle, in nigaahon mein

aaj jo, mila khud ko

laga mujhko, main pehle sa nahin

hai yehi zindagi…ooooo oo

hai sadiyon ki khushi

hai yehi zindagi…ooo..oo..oo

Explore this song