Roman script

zindgi ko khushi chahe kam dijiye

zindgi ko khushi chahe kam dijiye

jisko baata na jaaye woh gham dijiye

jisko baata na jaaye woh gham dijiye

zindgi ko khushi chahe kam dijiye

zindgi ko khushi chahe kam dijiye

kitani maayus hai zindgi ki khushi

kitani maayus hai zindgi ki khushi

kitani maayus hai zindgi ki khushi

mushkurata hua koi gham dijiye

mushkurata hua koi gham dijiye

jisko baata na jaaye, baata na jaaye

jisko baata na jaaye woh gham dijiye

zindgi ko khushi chahe kam dijiye

zindgi ko khushi chahe kam dijiye

jo na dil ki tarah tut jaaye kabhi

jo na dil ki tarah tut jaaye kabhi

jo na dil ki tarah tut jaaye kabhi

aisa apni wafa ka bharam dijiye

aisa apni wafa ka bharam dijiye

jisko baata na jaaye, baata na jaaye

jisko baata na jaaye woh gham dijiye

zindgi ko khushi chahe kam dijiye

zindgi ko khushi chahe kam dijiye

aaj likhenge hum daastane waffa

aaj likhenge hum daastane waffa

aaj likhenge hum daastane waffa

khoon e dil mein dubo kar kalam dijiye

khoon e dil mein dubo kar kalam dijiye

jisko baata na jaaye, baata na jaaye

jisko baata na jaaye woh gham dijiye

zindgi ko khushi chahe kam dijiye

zindgi ko khushi chahe kam dijiye

jisko baata na jaaye woh gham dijiye

jisko baata na jaaye woh gham dijiye

zindgi ko khushi chahe kam dijiye

zindgi ko khushi chahe kam dijiye

Explore this song