Roman script

ho jindgi ki raah mein tej chal

kahi na tham jane de manjil badha

jane de manjil badha har kadam badhta ja

har kadam har kadam

hai teri manjil wahi tum na dukhi ho yaha

hai teri manjil wahi tum na dukhi ho yaha

hai isi talas mein jindgi ka karwa

hai isi talas mein jindgi ka karwa

iske bagair kaise ho sakegi ye bahar

ishq ko rahabar bana ishq ko rahabar bana

kadam badhata ja har kadam har kadam

jhum ke chal ganv ganv

pi ki mohabbat ja jaam

le kar nikal khub tu 

ishq ka rangin paigam

le kar nikal khub tu 

ishq ka rangin paigam

le kar nikal khub tu 

ishq ka rangin paigam

sakh badhe kadam kadam jab tak ho dam

ishq ko rahabar bana ishq ko rahabar bana

kadam badhata ja har kadam har kadam

jindgi ki raah jindgi ki raah 

tej chal kahi na tham jane de manjil badha

tej chal kahi na tham jane de manjil badha

har kadam badhata ja har kadam har kadam

sama mohabbat ka gam tere dil mein jal uthe

har andheri raat se roshani ubal uthe

har andheri raat se roshani ubal uthe

kho sake na fir kabhi jindagi ke ye sitam

ishq ko rahabar bana ishq ko rahabar bana

kadam badhata ja har kadam har kadam

jindagi hai roshani ishk aaftab hai 

jindagi hai roshani ishk aaftab hai 

jindagi hai roshani ishk aaftab hai 

jindagi hai roshani ishk aaftab hai 

ishq hi kahi khuda ishq hi kahi sanam

ishq ko rahabar bana ishq ko rahabar bana

kadam badhata ja har kadam har kadam

Explore this song