Roman script

Zindagi Ki Nayi Pehchaan banate jao
Zindagi Ki Nayi Pehchaan banate jao
umar ke kuch naye unaab banate jao
zindagi ki nayi pehchan banate jao
umar ke kuch naye unaab banate jao
ishq dariya hai samundar hai
ki ek sehra hai
ishq dariya hai samundar hai
ki ek sehra hai
jo bhi hai tum use toofan banate jao 
jo bhi hai tum use toofan banate jao 
umar ke kuch naye unaab banate jao
zindagi ki nayi pehchan banate jao
umar ke kuch naye unaab banate jao
apni awaz ko alfaz do maani bhi do
zikar ki ek nayi pehchan banate jao
zikar ki ek nayi pehchan banate jao
umar ke kuch naye unaab banate jao
zindagi ki nayi pehchan banate jao
umar ke kuch naye unaab banate jao

Song details

Song video

Watch on YouTube