Roman script

ek din aur zindagi ko mila

ek din aur zindagi ne jeeya

ek din aur zindagi ko mila

ek din aur zindagi ne jeeya

ek din puchhta tha raaton ko

ek din aur mila tha baaton ko

ek din koshishon mein uljhi saans

ek din manzilon ki thi kuch aas

ek din aur zindagi ko mila

ek din aur zindagi ne jeeya

ek din tum hamare apne the

ek din bas adhure sapne the

ek din tum the meri baahon mein

ek din kho gaye the raahon mein

ek din ye zameen thi chaandi si

ek din zindagi thi aandhi si

ek din ye zameen thi chaandi si

ek din zindagi thi aandhi si

ek din mere ghar mein mela tha

ek din bas khada akela tha

ek din ki hi sab kahani hai

ek din ki ye zindagani hai

ye bhi din bas sarak ke chal dega

ye bhi din bas sarak ke chal dega

naa jane kahan

naa jane kahan

naa jaane kahan, hun

Explore this song