Roman script

aankho se aansu tere 

hans ke pi jaau main 

aankho se aansu tere 

hans ke pi jaau main 

tu muskura de agar 

mar ke ji jaaun main 

ashk yun na luta 

jo huaa bhul jaa 

zindagi ka safar 

hain akela nahi 

har kadam pe yaha 

main tere saath hu

ab tujhe dar hain kya 

jo huaa bhul jaa 

zindagi ka safar 

hain akela nahi

Explore this song