Roman script

zindagi jindadili ka nam hai

zindagi jindadili ka nam hai

zindagi jindadili ka nam hai

zindagi jindadili ka nam hai

hanskar har mushkil apna dunia ka yahi wasul

khilkar jab tak kali hanse na tab tak bane na phul

hanste chehre ke sab sathi rone ko sath na koi

hansne wala bane sitara roye to paw ki dhul

zindagi jindadili ka nam hai

zindagi jindadili ka nam hai

ek din maut aayegi sabko aaj nahi to kal hai

kisi ki khatir mar jana ye bat badi muskil hai

sadiyo tak wo rahega amar jo oro par hua nichawar

mar kar bhi jinda rahta hai wo hi to jindadil hai kyonki

zindagi jindadili ka nam hai

zindagi jindadili ka nam hai

Explore this song