Roman script

zindagi hum teri had

se guzar gaye hote

zindagi hum teri had

se guzar gaye hote

dil jo patthar ka na hota

toh mar gaye hote

dil jo patthar ka na hota

toh mar gaye hote

dil jo patthar ka na hota

dekh leti teri duniya

kisi kamzor mujh par

dekh leti teri duniya

kiss kamjor mujh par

maut ki aankh mein bhi

ashq bhar gaye hote

maut ki aankh mein bhi

ashq bhar gaye hote

dil jo patthar ka na hota

dil meraa jaltaa rahaa

aah tak na ki varna aa aa

dil meraa jaltaa rahaa

aah tak na ki varna

barf ke dil mein ye

sholay utar gaye hote

barf ke dil mein ye

sholay utar gaye hote

dil jo patthar ka na hota

tutkar aise na saawan

ki ghataaye roti

tutkar aise na saawan

ki ghataaye roti

meri palkon pe jo

aansu thehar gaye hote

meri palkon pe jo

aansu thehar gaye hote

dil jo patthar ka na hota

toh mar gaye hote

dil jo patthar ka na hota

Explore this song