Roman script

zindagi ham tere haal par
mushkuraye ki roya kare 
zindagi ham tere haal par
muskuraye ki roya kare 
dard ki dhup dhalti nahi 
dard ki dhup dhalti nahi 
kaise raho me chhaya kare 
kaise raho me chhaya kare 
bharke daaman me rushvaaiyan 
bharke daaman me rushvaaiyan 
hampe hansti hain tanhaiyan 
hampe hansti hain tanhaiyan 
hay re haal me bevashi 
hay re haal me bevashi 
tu hi kah de ke ham kya kare 
tu hi kah de ke ham kya kare 
raat gam ki hain tahri huyi 
raat gam ki hain tahri huyi 
ham hain baho me tufaan ki 
ham hain baho me tufaan ki 
koi shamma jale kis tarah 
koi shamma jale kis tarah 
dil me kaise uajal kare 
dil me kaise uajal kare 
zindagi ham tere haal par
mushkuraye ki roya kare

Song details

Song video

Watch on YouTube