Roman script
zindagi hasin hai jhum jhum ja khushiya manale gunguna tu muskura zindagi hasin hai jhum jhum ja khushiya manale gunguna tu muskura hath me leke hath tu sathi ban ja dunia ke gam ko tu dil se bhula zindagi hasin hai jhum jhum ja khushiya manale gunguna tu muskura kah raha hai tujhse ye mosam bahar ka dhakano ke saj pe ga nagma pyar ka kah raha hai tujhse ye mosam bahar ka dhakano ke saj pe ga nagma pyar ka jawa dilo pe cha gaya jawani ka nasha tujhpe jo luta hai aj us pe dil luta zindagi hasin hai jhum jhum ja khushiya manale gunguna tu muskura hath me leke hath tu sathi ban ja dunia ke gam ko tu dil se bhula zindagi hasin hai jhum jhum ja khushiya manale gunguna tu muskura rangin yad kar gayi mahak uthi fiza mahfil ki jan ban gayi teri hasin ada rangin yad kar gayi mahak uthi fiza mahfil ki jan ban gayi teri hasin ada sabhi ke dil pe raz hai tera aye dilruba teri har ek ada pe dil ho gaya fida zindagi hasin hai jhum jhum ja khushiya manale gunguna tu muskura hath me leke hath tu sathi ban ja dunia ke gam ko tu dil se bhula zindagi hasin hai jhum jhum ja khushiya manale gunguna tu muskura
Song details
- Singer: Bhupinder Singh
- Singer: Kishore Kumar
- Film / album: Badhti Ka Naam Dadhi (1974)
- Composer: Kishore Kumar
- Lyricist: Irshad
- Actor: Kishore Kumar
- Actor: Amit Kumar
- Actor: Sheetal
- Actor: Bhagwan
- Actor: I S Johar
- Actor: Sunder
- Actor: Anwar Hussan
- Actor: Bindu
- Actor: Ashok Kumar
- Actor: Bappi Lahiri
- Actor: K N Singh
Song video
singer: Bhupinder Singh, Kishore Kumar