Roman script

zindagi hai kya

sun meri jaan

pyaar bhara dil

meethi zabaan

zindagi hai kya

sun meri jaan

pyaar bhara dil

meethi zabaan

pyaar tujhe dega

wo maalik o pyaare

zabaan main teri meethi karun aa yahaan

zindagi hai kya

sun meri jaan

pyaar bhara dil

meethi zabaan

hontho se meetha meetha ras tapkaao ji

icecream wala aaya aao ji

hontho se meetha meetha ras tapkaao ji

icecream wala aaya aao ji

teri gali mein

lagaa di maine

chhoti moti si dukaan

zindagi hai kya

sun meri jaan

pyaar bhara dil

meethi zabaan

pyaar tujhe dega 

wo maalik o pyaare

zabaan mein teri meethi karun aa yahaan

zindagi hai kya

sun meri jaan

pyaar bhara dil

meethi zabaan

door se kyun hai tuk tuk taktaa pyaare

paise bina hi le jaa le jaa pyaare

door se kyun hai tuk tuk taktaa pyaare

paise bina hi le jaa le jaa pyaara

anna do anna

nahin hai to udaasi kaisi meri jaan

zindagi hai kya

sun meri jaan

pyaar bhara dil

meethi zabaan

pyaar tujhe dega 

wo maalik o pyaare

zabaan main teri meethi karun aa yahaan

zindagi hai kya

sun meri jaan

pyaar bhara dil

meethi zabaan

maal khazaana yahin sab reh jaayega

yahaan se koi kaho kya le jaayega

maal khazaana yahin sab reh jaayega

yahaan se koi kaho kya le jaayega

maaya hai maaya

ye duniya

ye duniya ke daastan

zindagi hai kya

sun meri jaan

pyaar bhara dil

meethi zabaan

pyaar tujhe dega 

wo maalik o pyaare

zabaan main teri meethi karun aa yahaan

zindagi hai kya

sun meri jaan

pyaar bhara dil

meethi zubaan

zindagi hai kya

sun meri jaan

pyaar bhara dil

meethi zabaan

Explore this song