Roman script

zid na karo ab to ruko ye raat nahi ayegi

mana agar kahna mera tumko wafa aa jayegi

sajda karu pooja karu tuhi bata kya karu

lagta hai ye teri najar mera dharam le jayegi

zid na karo ab to ruko ye raat nahi ayegi

mana agar kahna mera tumko wafa aa jayegi

zid na karo ab to ruko ye raat nahi ayegi

rut bhi agan tapta badan badhne lagi bekhudi

rut bhi agan tapta badan badne lagi bekhudi

ab jo gaye sari umar dil me kasak rah jayegi

zid na karo ab to ruko ye raat nahi ayegi

mana agar kahna mera tumko wafa aa jayegi

zid na karo ab to ruko ye raat nahi ayegi

Explore this song