Roman script

aaj meri hai pariksha laaj rakh bhagwan

tutne paye na nari jati ka abhiman

zahar ugalta zaharila insan yaha

zahar ugalta zaharila insan yaha

soye ho bhagwan kaha tum soye ho bhagwan kaha

bich bhawar me dub rahi hu mai aise

bich bhawar me dub rahi hu mai aise

tinka tik paye na aandhiyo me jaise

mere liye ab mere liye hai prlay ka har saman yaha 

soye ho bhagwan kaha tum soye ho bhagwan kaha

zahar ugalta zaharila insan yaha

soye ho bhagwan kaha tum soye ho bhagwan kaha

jivan me tufan ye kaisa hai aaya

jivan me tufan ye kaisa hai aaya

pran ud gaye haye pran ud gaye haye

rah gayi hai maya mange chita

ab mange chita mujhse suhag ka vardan yaha

soye ho bhagwan kaha tum soye ho bhagwan kaha

mang ka ye sindur hath ki chudi tumhe pukare

pati bin agan na lagate tan ko ye aabhushan sare

barhma vishnu mahesh aaj kyu baithe mujhe bisare

kaun suhag bachaye mera bhagwan siva tumhare

aao barhma aao vishnu aao mahesh

aao barhma aao vishnu aao mahesh

aao barhma vishnu mahesh

Explore this song