Roman script

jara sambhaliye adaye aapki 
ke mere hath se dil mera jane laga
jara sambhaliye adaye aapki 
ke mere hath se dil mera jane laga
na aise rokiye nigahe pyar ki 
ke jindagi me ab kuch nasha aane laga
na aise rokiye niaghe pyar ki
khili khili chandani jagmagati rahe 
har ghadi pyar ki mushkurati rahi
suhani chandani me ye dil kho jaye na
jara sambhaliye adaye aapki 
ke mere hath se dil mera jane laga
na aise rokiye nigahe pyar ki
ruki ruki sans hai bahke bahke kadam
kaisi manjil hai ye kisi jaha me hai hum
wo kaun hai sanam jo aaj tera ho jaye na
na aise rokiye nigahe pyar ki
ke jindagi me ab kuch nasha aane laga 
jara sambhaliye adaye aapki
chalo chale pyar ko hum badhate hue
sari dunia ki najre jhukate hue
tere bina ab to piya ab to chalna hai na
jara sambhaliye adaye aapki 
ke mere hath se dil mera jane laga
na aise rokiye nigahe pyar ki 
ke jindagi me ab kuch nasha aane laga
na aise rokiye niaghe pyar ki

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor