Roman script

jara sa muskura du to rasta bhula du 

nigaahe niche kar lun to duniya jhuka du

jara sa muskura du to rasta bhula du 

nigaahe niche kar lun to duniya jhuka du  

jara sa muskura du

kuch likha hai aankho me kaajal ka hai bahaana 

kuch likha hai aankho me kaajal ka hai bahaana 

jo jaane wo ho ghayal  jo samjhe ho deewana 

aankho me aankhe daalu 

aankho me aankhe daalu to duniya dikha du

nigaahe niche kar lun to duniya jhuka du 

jara sa muskura du to rasta bhula du 

nigaahe niche kar lun to duniya jhuka du

jara sa muskura du 

lachakti ye chaandi nikharta ye sona 

lachakti ye chaandi nikharta ye sona

lachakti ye chaandi nikharta ye sona

kahte hai jisko duniya wo hai mera khilauna 

chaahu jise mita du 

chaahu jise mita du, chaahu jise bana dun

nigaahe niche kar lun to duniya jhuka du

jara sa muskura du to rasta bhula du 

nigaahe niche kar lun to duniya jhuka du 

jara sa muskura du

Explore this song