Roman script

zara rakhna bharosha bhagwan me bharosha bhagwan me

bharosha bhagwan me bharosha bhagwan me

teri naiya chalegi tufan me

ho tera danka bajega re jahan me

ho tera jhanda udega 

tera jhanda udega aasman me ho ji

ye dharam ka path hai rahi yaha rone ki hai manahi

yaha sar ko hatheli par dharke chalta ja parbhu ke sipahi

sahta ja sitam sahta ja jurm lut ta ja dharam ki shan me

teri naiya chalegi tufan me

zara rakhna bharosha bhagwan me bharosha bhagwan me

bharosha bhagwan me bharosha bhagwan me

teri naiya chalegi tufan me

ho tera danka bajega re jahan me

ho tera jhanda udega 

tera jhanda udega aasman me ho ji

kabhi dhup to kabhi chaya ye to hai parbhu ki maya

ye khel hai bada 

purana jug jug se chalta aaya

kato ki dagar par kar le safar

na rahega kabhi tu nuksan me

teri naiya chalegi tufan me

zara rakhna bharosha bhagwan me bharosha bhagwan me

bharosha bhagwan me bharosha bhagwan me

teri naiya chalegi tufan me

ho tera danka bajega re jahan me

ho tera jhanda udega 

tera jhanda udega aasman me ho ji

mat kar dukh se dil bhari na rahegi sada andhiyari

tera koi na bigad sakegatera rakshak hai wo chakar dhari

mat karna fikar tera parbhu hai jabadh

bada bal hai uske wardan me

zara rakhna bharosha bhagwan me bharosha bhagwan me

bharosha bhagwan me bharosha bhagwan me

teri naiya chalegi tufan me

ho tera danka bajega re jahan me

ho tera jhanda udega 

tera jhanda udega aasman me ho ji

Explore this song