Roman script

dard ki barish sahi madhyam 
zara aahista chal 
dard ki barish sahi madhyam 
zara aahista chal 
dil ki mitti hai abhi tak nam 
zara aahista chal 
dard ki barish sahi madhyam 
zara aahista chal 
tere milne aur phir tere 
bichhad jane ke bich 
tere milne aur phir tere 
bichhad jane ke bich 
tere milne aur phir tere 
bichhad jane ke bich 
fasla ruswaai ka hai kam 
zara aahista chal 
apni dil hi mein nahi hai 
uski mahrumi si aankh 
apni dil hi mein nahi hai 
uski mahrumi si aankh 
apni dil hi mein nahi hai 
uski mahrumi si aankh 
uski aankho mein bhi sabnam 
zara aahista chal 
koi bhi ho hum humsafar rasid 
na ho khush is kadar 
koi bhi ho hum humsafar rasid 
na ho khush is kadar 
koi bhi ho hum humsafar rasid 
na ho khush is kadar 
ab ke logo mein wafa hai kam 
zara aahista chai 
dard ki barish sahi madhyam 
zara aahista chal

Song details

Song video

Watch on YouTube