Roman script

zampu a zampu, are zampu nakharewaali

na meri tu saali, na meri gharwaali 

na meri tu saali, na meri gharwaali 

jo bhi chaahe ban ja, hai dono site khaali

jo bhi chaahe ban ja, hai dono site khaali

kuchh na de kiraaya sun ri o dilwaali 

kuchh na de kiraaya sun ri o dilwaali 

jaldi se tu aaja hai dil ka kamara khaali

na meri tu saali, na meri gharwaali

jo bhi chaahe ban ja hai dono site khaali

ik number ki kholi meri, do number ka 

bistar jisape tujhko sulaaunga

subah sabere humdam mere uthate hi 

pyaar se tujhako chaai pilaaunga

ik number ki kholi meri, do number ka 

bistar jisape tujhko sulaaunga

subah sabere humdam mere uthate hi 

pyaar se tujhako chaai pilaaunga

hai yeh mera waada abb tera kya iraada

hai yeh mera waada abb tera kya iraada

jaate jaate batlaati ja zampu nakharewaali

na meri tu saali, na meri gharwaali

na meri tu saali, na meri gharwaali

jo bhi chaahe ban ja hai dono site khaali

karake koi hera pheri, chodake sab 

kuchh ban ja meri tera kya jaayega

dekhake nakhare bakhare teri jaan nikal 

jaayegi mujhe chain na aayega

karake koi hera pheri, chodake sab 

kuchhh ban ja meri tera kya jaayega

dekhake nakhare bakhare teri jaan nikal 

jaayegi mujhe chain na aayega

rehane de yeh gusaa chal khatam bhi kar yeh kissa 

rehane de yeh gusaa chal khatam bhi kar yeh kissa 

chhod  de naatak chhod  de faatak zampu nakharwaali

na meri tu saali, na meri gharwaali

na meri tu saali, na meri gharwaali

jo bhi chaahe ban ja hai dono site khaali

main hoon kuwaari tu hai kuwaari

chhod  de abb yeh khit pit saari kar le yaarana tu

main bhi akela tu bhi akeli main 

albela tu albeli palati na khaana tu

main hoon kuwaari tu hai kuwaari

chhod  de abb yeh khit pit saari kar le yaarana tu

main bhi akela tu bhi akeli main albela tu albeli palati na khaana tu

maine yeh hai socha mat kar na tu koi locha 

maine yeh hai socha mat kar na tu koi locha 

teri meri khub jamegi zampu nakharewaali

na meri tu saali, na meri gharwaali 

na meri tu saali, na meri gharwaali 

jo bhi chaahe ban ja, hain dono site khaali

kuchh na de kiraaya sun ri o dilwaali 

kuchh na de kiraaya sun ri o dilwaali 

jaldi se tu aaja hai dil ka kamara khaali

na meri tu saali, na meri gharwaali

jo bhi chaahe ban ja hai dono site khaali

are are zampu are zampu nakharewaali

Explore this song