Roman script

zamane me koi hamara nahi

kisi ka bhi hamko sahara nahi

zamane me koi 

zamane me koi hamara nahi

kisi ka bhi hamko sahara nahi

nasibo ke kale sawere to hai 

garibo ke ghar me andhere to hai

nasibo ke kale sawere to hai 

garibo ke ghar me andhere to hai

koi chand koi sitara nahi

kisi ka bhi hamko sahara nahi

sabhi ke liye ek dunia hai ye

hamare liye gum ka dariya hai ye

sabhi ke liye ek dunia hai ye

hamare liye gum ka dariya hai ye

bhawar hi bhawar hai ye kinara nahi

kisi ka bhi hamko sahara nahi

kahi se kisi ne na aawaz di 

rahe chup khuda bhagwan bhi

kahi se kisi ne na aawaz di 

rahe chup khuda bhagwan bhi

bhagwan bhi 

kise hamne jakar pukara nahi

kisi ka bhi hamko sahara nahi

sahara nahi sahara nahi

Explore this song