Roman script

zamaane ko ab tak nahi hai pata, agar ho gayi hamse koi khata

kahi shor mach gaya to kya hoga kya hoga kya hoga

kya hoga kya hoga kya hoga

dekh na aisi nazro se bechain dil ghabraata hai

bin tujhe dekhe dil par ab chain kahi na aata hai

chhodo sharaarat karna aise mohabbat kar na

thoda behak jaane do nazdeek to aane do

diwane zara mujhko itna bata agar ho gayi hamse koi khata

kahi shor mach gaya to kya hoga kya hoga kya hoga

kya hoga kya hoga kya hoga

zamaane ko ab tak nahi hai pata, agar ho gayi hamse koi khata

kahi shor mach gaya to kya hoga kya hoga kya hoga

kya hoga kya hoga kya hoga

kyun kare na pyaar hum mauka bhi hai tanhaai bhi

dhadkane betaab hain mausam bhi hai angadaai bhi

gori mera dil kab se moti chura lu lab se

baaho me baahe daalo mujhko gale se laga lo

tumhe dekh kar ho raha hai nasha agar ho gayi hamse koi khata

kahi shor mach gaya to kya hoga kya hoga kya hoga

kya hoga kya hoga kya hoga

zamaane ko ab tak nahi hai pata, agar ho gayi hamse koi khata

kahi shor mach gaya to kya hoga kya hoga kya hoga

kya hoga kya hoga kya hoga, kya hoga kya hoga kya hoga

kya hoga kya hoga kya hoga, kya hoga kya hoga kya hoga

kya hoga kya hoga kya hoga

Explore this song