Roman script

badalta ja raha hain

din b bin naksha zamane ka 

irada to nahi malik 

kahi duniya mitane ka 

badalta ja raha hain 

wo teri raah me sab kuch lutaye 

khaye wo thokar 

vadi khushiya manaye 

aur neki kaate din ro kar 

tamasha kaisa ye tera hansane ka rulane ka 

hansane ka rulane ka

badalta ja raha hain 

hain aankho me tere jalwe

juba pe allah ho akbar 

hain teri yaad dil me

shikwa na fariyad hain lab par 

tera maksad hain kya malik 

inhe ye din dikhane ka 

inhe ye din dikhane ka

badalta ja raha hain  

badalta ja raha hain

din b bin naksha zamane ka 

iraada to nahi malik

kahi duniya mitane ka 

badalta ja raha hain

Explore this song