Roman script

ulfat ke gun gaaye ylfat ke gun gaaye

zamana zamana ulfat ke gun gaaye 

ulfat ke gun gaaye ylfat ke gun gaaye

zamana zamana ulfat ke gun gaaye 

tu bhi suna de pyar ka nagma 

tu bhi suna de pyar ka nagma 

ae dil kyun sarmaye aaha ji kyun sarmaye

zamana zamana ulfat ke gun gaaye 

ulfat ke gun gaaye ylfat ke gun gaaye

zamana zamana ulfat ke gun gaaye 

bulbul bhanwre aur parwane 

bulbul bhanwre aur parwane 

dil ki lagi ko kaun na jane 

dil ki lagi ko kaun na jane

koi pukare lut liya man

koi pukare lut liya man 

koi pukare haye haye pukare haye haye

zamana zamana ulfat ke gun gaaye 

ulfat ke gun gaaye ylfat ke gun gaaye

zamana zamana ulfat ke gun gaaye 

pyar ki duniya hai matwali 

pyar ki duniya hai matwali 

kaun sa dil hai dard se khali 

kaun sa dil hai dard se khali 

ik adaa me lakho jadu 

ik adaa me lakho jadu 

pyar kise na bhaye kise na bhaye 

zamana zamana ulfat ke gun gaaye 

ulfat ke gun gaaye ylfat ke gun gaaye

zamana zamana ulfat ke gun gaaye

Explore this song