Roman script

zamana kya kahega 

tum agar humko bhula doge 

humare pyar ki duniya 

banakar mita doge 

zamana kya kahega 

tum agar humko bhula doge 

humare pyar ki duniya 

banakar mita doge 

zamana kya kahega 

nahi kuch gum hame iska 

kahe duniya jo diwana 

nahi kuch gum hame iska 

kahe duniya jo diwana  

humari bebsi ko haaye 

tumne hi nahi jana 

humara haal kya hoga 

jo tum thoda muskura doge 

humare pyar ki duniya 

banakar mita doge 

zamana kya kahega 

wo dariya ka kinara ho 

wo suhani chandani raat ho 

wo dariya ka kinara ho 

wo suhani chandani raat ho 

jaha hum tum kiya karte the 

chup ker pyar ki baate

na socha tha humne kabhi 

ye ki tum ye sab bhula doge

humare pyar ki duniya 

banakar mita to na doge 

zamana kya kahega

Explore this song