Roman script

zalim, zalim zalim 

zalim zulm na kar 

abhi sambhal ja 

zindgi hai kam 

zalim zulm na kar 

abhi sambhal ja 

zindgi hai kam 

pyaar ki shama zara dil me jala le 

aayega jeene ka maza 

pyaar ki shama zara dil me jala le 

aayega jeene ka maza 

gairo ko bhi tu apna bana le

payega jeene ka maza 

zalim zulm na kar 

abhi sambhal ja 

zindgi hai kam 

aaj tera kal mera zamana 

dhoop chhaav yahan 

aaj tera kal mera zamana 

dhoop chhaav yahan 

kaun rha hai sada 

kaun rahega ye to samjh nadaan

zalim zulm na kar 

abhi sambhal ja 

zindgi hai kam 

ye jahan ek jhumta gulshan 

phool khila le chhahe tu 

ye jahan ek jhumta gulshan 

phool khila le chhahe tu 

accha bura sab hath hai tere 

khoon baha le chahe tu 

zalim zulm na kar 

abhi sambhal ja 

zindgi hai kam 

zalim

Explore this song