Roman script

jakhm laga hain jo dil pe, waqt na bhar paayega 

dard ye dil ka kabhi jo, had se gujar jaayega 

aag aisi fir lagegi, jal uthenge do jahaa

badla badla, badla badla 

barso dhundha jisko maine, wo mila hain ab yahaa 

aa gayi fir yaad dil ko, julm ki wo dasta

he jakhm laga hain jo dil pe, waqt na bhar paayega 

dard ye dil ka kabhi jo, had se gujar jaayega 

aag aisi fir lagegi, jal uthenge do jahaa

badla badla, badla badla 

dusron ka hak jo chhine, de ke dhokha le le jaan

hanste hanste uski aankhe, khun roti hain yahaa 

he jakhm laga hain jo dil pe, waqt na bhar paayega 

dard ye dil ka kabhi jo, had se gujar jaayega 

aag aisi fir lagegi, jal uthenge do jahaa

badla badla, badla badla

Explore this song