Roman script
zahar deta hai mujhe koi dava deta hai zahar deta hai mujhe koi dava deta hai jo bhi milta hai, milta hai jo bhi milta hai mere gam ko badha deta hai zahar deta hai mujhe koi kyo sulagti hai mere dil me purani yade kyo sulagti hai mere dil me purani yade kaun bujhte hue sholo ko hawa deta hai zahar deta hai mujhe koi hal has haske bulata hai kabhi baaho me hal has haske bulata hai kabhi baaho me kabhi mazi mujhe ro roke sada deta hai zahar deta hai mujhe koi dava deta hai jo bhi milta hai mere gam ko badha deta hai zahar deta hai mujhe koi
Song details
- Singer: Asha Bhosle
- Singer: Bhupinder Singh
- Film / album: Wohi Baat (1977)
- Composer: Jaidev
- Lyricist: Naqsh Lyallpuri
Song video
singer: Asha Bhosle, Bhupinder Singh