Roman script

zalim teri ankho ne kya cheez pila di hai
zalim teri ankho ne kya cheez pila di hai
ulfat ke siva sari duniya hi bhula di hai
bas ek nazar dekha aur loot liya dil ko
bas ek nazar dekha aur loot liya dil ko
lutkar bhi mere dil ne khush hoke dua di hai
jab se tujhe dekha hai kuch hosh nahi mujhko
jab se tujhe dekha hai kuch hosh nahi mujhko
har cheez zamane ki har cheez zamane ki
nazro se gira di hai zalim teri ankho ne 
kya cheez pila di hai
dil pyaar kare jisse wo dard diya dil ko 
dil pyaar kare jisse wo dard diya dil ko 
jalne me maza aaye jalne me maza aaye 
wo aag laga di hai

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Vyjayantimala