Roman script

yun unki bajm mein khamoshiyon ne kaam kiya 

yun unki bajm mein khamoshiyon ne kaam kiya 

sab hi ne meri mohabbat ka aetaram kiya 

yun unki bajm mein khamoshiyon ne 

hamara naam bhi lene lage wfa vale 

hamara naam bhi lene lage wfa vale 

hame bhi aake farishto ne ab salam kiya 

yun unki bajm mein khamoshiyon ne kaam kiya 

sab hi ne meri mohabbat ka aetaram kiya 

yun unki bajm mein khamoshiyon ne 

tere khat teri tasvir leke baith gaye 

tere khat teri tasvir leke baith gaye 

ke hamne kaam yahi subah aur sham kiya 

ke hamne kaam yahi subah aur sham kiya 

sab hi ne meri mohabbat ka aetaram kiya 

yun unki bajm mein khamoshiyon ne 

jamana unko hamesha hi yaad rakhega 

jamana unko hamesha hi yaad rakhega 

vo jisne ishk ki duniyan mein apna naam kiya 

vo jisne ishk ki duniyan mein apna naam kiya 

yun unki bajm mein khamoshiyon ne 

tu bewafa hai magar mujhko jaa se pyara hai 

tu bewafa hai magar mujhko jaa se pyara hai 

isi ada ne to raahi tera gulam kiya 

yun unki bajm mein khamoshiyon ne kaam kiya 

sab hi ne meri mohabbat ka aetaram kiya 

yun unki bajm mein khamoshiyon ne 

yun unki bajm mein khamoshiyon ne 

yun unki bajm mein khamoshiyon ne 

yun unki bajm mein khamoshiyon ne

Explore this song