Roman script

teri furqat me saqi 

tere maskaara ka kya hoga

teri furqat me saqi 

tere maskaara ka kya hoga

naa hogi shama mehfil me 

toh parwano ka kya hoga 

teri furqat me saqi 

gajab hai aapka mehfil me nazro ko jukhaa dena 

gajab hai aapka mehfil me nazro ko jukhaa dena 

jo ankho se pila doge toh paimano ka kya hoga 

jo ankho se pila doge toh paimano ka kya hoga

teri furqat me saqi 

mera dil todne wale kabhi socha bhi hai tumne 

mera dil todne wale kabhi socha bhi hai tumne 

jinhe ashko ne chheda hai 

un afsaano ka kya hoga 

jinhe ashko ne chheda hai 

un afsaano ka kya hoga 

teri furqat me saqi 

na sheba hain, na sagar hain 

na seesha hain, na paimana

na sheba hain, na sagar hain 

na seesha hain, na paimana

yeh alam hai to saathi tere deewano ka kya hoga 

yeh alam hai to saathi tere deewano ka kya hoga 

teri furqat me saqi tere maskara ka kya hoga 

naa hogi shamb mehfil me 

toh parwana ka kya hoga 

teri furqat me saqi 

tere maskara ka kya hoga

Explore this song