Roman script

Aankh khultae hi chhup gaye har shh

aalmi baekhudi mein kya kuchh tha 

lakh rahaein thi lakh jalwae thae 

ahdi aawargi mae kya kuchh tha 

yaad hai marhalae mohabbat kae 

yaad hai marhalae mohabbat kae  

haayae us baekali mein kya kuchh tha 

kitnae beete dino ki yaad aayi 

aaj teri kami mein kya kuch tha 

ye bhi kya shaam ae mulaqat aayi 

ye bhi kya shaam ae mulaqat aayi  

lab pae mushkil se teri baat aayi 

lab pae mushkil se teri baat aayi 

yae bhi kya shaam ae mulaqat aayi 

yae bhi kya shaam ae mulaqat aayi  

bastiya chhod ke barse badal 

bastiyan chhod ke barse badal

kis qayamat ki ye barsat aayi 

kis qayamat ki ye barsat aayi

kis qyamat ki ye barsat aayi

yae bhi kya shaam ae mulaqat aayi 

yae bhi kya shaam ae mulaqat aayi  

subha se chup hai tare hizra nasib 

subha se chup hai tare hizra nasib

haaye kya hoga agar raat aayi

haaye kya hoga agar raat aayi

yae bhi kya shaam ae mulaqat aayi 

yae bhi kya shaam ae mulaqat aayi  

saya ae zulfein butame nasir 

saya ae zulfein butame nasir 

ek se ek nayi raat aayi 

ek se ek nayi raat aayi 

ek sae ek nayi raat aayi

ye bhi kya shaam ae mulaqat aayi 

ye bhi kya shaam ae mulaqat aayi 

lab pae mushkil se taeri baat aayi 

lab pae mushkil se taeri baat aayi

ye bhi kya shaam ae mulaqat aayi  

ye bhi kya shaam ae mulaqat aayi

Explore this song