Roman script

yun to nazar baaz tune

ki hain nazar baaziya

mujhse bhi nazare milao

dekho mera bhi sammaa

yun to nazar baaz tune

ki hain nazar baaziya

mujhse bhi nazare milao

dekho mera bhi sammaa

sada sa range heena, sada da roop hain

kaajal na rang heena

par ye kalayi dekho na

kangana bina hi khanke

mathe ki chandani sajana

bindiya bina hi chamake

ye to sahi hain ki maine

ki hain nazar baaziya

par tujhse nazare milake

dekha ajab hi sammaa

kehene ke liye, sada sa roop hain

kaajal na range heena

par ye kalayi dekho na

kangana bina hi khanke

ho mathe ki chandani meri jaa

bindiya bina hi chamake

ye sab to hain par sun lo sanam

mujh par to hain dil hazaro kaa

ye sab to hain par sun lo sanam

mujh par to hain dil hazaro kaa

lekin tujhi par marti hoon main

sab khel hain ye sitaaron ka

muqadaar se tu mili hain mujhe

yun hi chhod dun main kaise tujhe

main bhi ajeeb hun, khusnaseeb hun

paaya tujhe jaanejaa

tabi to kalayi meri jaan 

kangana bina hi khanke

mathe ki chandani sajana

bindiya bina hi chamake

maano agar tum jaane jahaan

to aaj se main tumhara hun

maano agar tum jaane jahaan

to aaj se main tumhara hun

jyaada nahi kam kam hi sahi

main bhi magar tumko pyara hun

main aisi lagu, ki waisi lagu

zara sach kaho, main kaisi lagu

sada da rang hain, sada sa rup hain

kaajal na range heena

par ye kalayi dekho na

kangana bina hi khanke

mathe ki chandani meri jaa

bindiya bina hi chamake

yun to nazar baaz tune

ki hain nazar baaziya

par tujhse nazare milake

dekha ajab hi samma

sada da rang hain, sada sa rup hain

kaajal na range heena

phir bhi kalayi dekho na

kangana bina hi khanke

mathe ki chandani sajana

bindiya bina hi chamake

Explore this song