Roman script

yoon na sharmaa phailaade

apni gori gori banhen

yoon na sharmaa phailaade

apni gori gori banhen

saari duniya se kahdoonga

ke tujhi ko ham chahen

ke tujhi ko ham chahen

ke tujhi ko ham chaahen

yoon na sharmaa phailaade

apni gori gori banhen

ho kaali zulfon waale

zara zulfon ko bikhraa de

meri duniya ko mahka de

ek nasha sa chaaya hai

aao chalen ab na ruken

khulin hain dil ki raahen

ke tujhi ko ham chaahen

ke tujhi ko ham chaahen

yoon na sharma phaila de

apni gori gori baanhen

arre hansnewaalo jo jiye bhi socho

jinhen pyaar milta nahin jeete hain kaise

arre hansne waalon

saath jiyen saath maren phir na kabhi chaaha tha

pyaar mile pyaar karen

aisa kabhi socha tha

dil ko kisine toda

apna banaake chhod a

utna hamen ronaa pada

jitna haseen sapna thaa

arre hansne waalon

ho neeli aankhon waale

teri aankhon me kyaa kyaa hai

naye sapnon ki duniya hai

dil inhin me doobaa hai

baat jo ham kah na sake

kah rahin hain ye nigaahen

ke tujhi ko ham chaahen

ke tujhi ko ham chaahen

yoon na sharama phailaa de

apni gori gori baanhen

jinko mili dil ki khushi

khushiyaan manaa sakte hain

apne ye gham duniya ko ham kaise suna sakte hain

sapne sajaane waalon

hansne hansaane waalon

aao idhar

zakhme jigar tumko dikha sakte hain

arre hansne waalon

yoon na sharma phailaa de apni gori gori baanhen

Explore this song