Roman script

ye masoom chehra ye kamsin jawani 

ye masoom chehra ye kamsin jawani 

kasam se meri jaan tumhare liye hai 

ye masoom chehra ye kamsin jawani 

kasam se meri jaan tumhare liye hai 

tumhare liye hai 

aji shukariya humse aisa na hoga 

tumhare siva dil ka sauda na hoga 

aji shukariya humse aisa na hoga 

ye raate suhani ye husnu jawani 

ye raate suhani ye husnu jawani 

kasam se meri jaan tumhare liye hai 

tumhare liye hai 

wo ab tak takluf kiye ja rahe hai 

hum betakluf huye ja rahe hai 

wo ab tak takluf kiye ja rahe hai 

ye rangeen mahfil ye rangeen duniya 

ye rangeen mahfil ye rangeen duniya 

kasam se meri jaan tumhare liye hai 

tumhare liye hai 

ye do dil kaha tak dhadkate rahenge 

ye jajbaat kab tak tadapte rahenge 

ye do dil kaha tak dhadkate rahenge 

meri aashiqi ka ye nayab tohfa 

meri aashiqi ka ye nayab tohfa 

kasam se kasam se 

kasam se meri jaan tumhare liye hai 

ye masoom chehra ye kamsin jawani 

kasam se meri jaan tumhare liye hai 

tumhare liye hai

Explore this song