Roman script

tere karam pe saare jamane ko naaj hai

bandaa hakeer hoon tu bandaa nawaj hai

din raat hai mere 

din raat hai mere hothon pe ya gosul aajam jilaani  

din raat hai mere hothon pe ya gosul aajam jilaani 

aankho me samaya rahta hai 

roze ka najara noorani

aankho me samaya rahta hai 

roze ka najara noorani

din raat hai mere ha ha din raat hai mere

din raat hai mere hothon pe ya gosul aajam jilaani

ya jilaani haa jilaani

aankho me samaya rahta hai 

roze ka najara noorani

aankho me samaya rahta hai 

roze ka najara noorani

din raat hai

aap pyaare nabi ke pyaare hai 

aap hasnain ke dulare hai

aap pyaare nabi ke pyaare hai 

aap hasnain ke dulare hai

aap ki jaat paat kya kahiye

aap galiyo me sabse nyaare hai 

aap ki jaat paat kya kahiye

aap galiyo me sabse nyaare hai 

hai aap ki ajmat ka charcha 

mashoor jamane me aaka

humko bhi sahara mil jaye 

ya gosul aajam jilaani

humko bhi sahara mil jaye 

ya gosul aajam jilaani

din raat hai

charave gos jo jalate hai 

shamma ki tarah jagamagate hai

charave gos jo jalate hai 

shamma ki tarah jagamagate hai

hindu muslim ho sikh ho isaai 

dua dil ki sabhi paate hai

hindu muslim ho sikh ho isaai 

dua dil ki sabhi paate hai

ataa hoti hai shahi aap ke dar se fakiro ko 

bas ek ishara ho jaye 

ya gosul aajam jilaani 

bas ek ishara ho jaye 

ya gosul aajam jilaani 

din raat hai

ho ijajat to chala aau main

dard dil ke tumhe sunau main

ho ijajat to chala aau main

dard dil ke tumhe sunau main

hai ye hasrat ke teri chokhat se 

lautkar phir naa kahi jau main

hai ye hasrat ke teri chokhat se 

lautkar phir naa kahi jau main

jannat ki tamanna dil me nahi 

ya gos tumhare aashiko

roze ka najara ho jaye 

ya gosul aajam jilaani

roze ka najara ho jaye 

ya gosul aajam jilaani

din raat hai mere hothon pe 

ya gosul aajam jilaani

din raat hai mere hothon pe 

ya gosul aajam jilaani

Explore this song