Roman script

yu lagne lagi aaj kal jindgani 

yu lagne lagi aaj kal jindgani 

ke jaise kahi chhod aaye jawani 

yu lagne lagi aaj kal jindgani 

yu lagne lagi aaj kal jindgani 

ke jaise kahi chhod aaye jawani 

yu lagne lagi aaj kal jindgani 

kaha se kaha aa gye chalte chalte 

kaha se kaha aa gye chalte chalte 

ke dil ban gya ha ke dil ban gya 

dard ki rajdhani 

yu lagne lagi aaj kal jindgani 

badi cheej hai pyar me dub jana 

badi cheej hai pyar me dub jana 

badi baat ha badi baat hai rup ki maharbani

yu lagne lagi aaj kal jindgani 

chalo pyar ki aag me jal ke dekhe 

chalo pyar ki aag me jal ke dekhe 

bahut ho chuki jindgi jindgi pani pani 

yu lagne lagi aaj kal jindgani 

kabhi kya kisi ne suni dhyan dekar 

kabhi kya kisi ne suni dhyan dekar 

tumhari jubani hamari hamari kahani 

yu lagne lagi aaj kal jindgani 

bade pyar se sun raha hai jamana 

bade pyar se sun raha hai jamana 

hamari jubani tumhari tumhari kahani 

yu lagne lagi aaj kal jindgani 

kabhi ek santosh hota tha shayad 

kabhi ek santosh hota tha shayad 

gajal ban gai ha gajal ban gai 

haay usi ki kahani 

yu lagne lagi aaj kal jindgani 

ke jaise kahi chhod aaye jawani 

yu lagne lagi aaj kal jindgani

Explore this song