Roman script

yu hua ke hame tum mile

yu hua ke hame kuch hua

kya hua kuch pata na chala

kahi pyar to nahi ho gaya

yu hua ke hame tum mile

yu hua ke hame kuch hua

kya hua kuch pata na chala

kahi pyar to nahi ho gaya

yu hua ke hame tum dikhe

yu hua ke hame kuch hua

kya hua kuch pata na chala

kahi pyar to nahi ho gaya

yu hua ke hame tum mile

yu hua ek din rah me

yu hua yuhi takra gaye

yu hua hamko aayi hasi

yu hua tum bhi sharma gaye

yu hua ke nigahe mili

yu hua dil dhadkane laga

kya hua kuch pata na chala

kahi pyar to nahi ho gaya

yu hua ke hame tum mile

yu hua tum chale to gaye

yu hua ham wahi rah gaye

yu hua tumne kuch na kaha

yu hua fir bhi sab kah gaye

yu hua yad aane lage

yu hua nind udne lagi

kya hua kuch pata na chala

kahi pyar to nahi ho gaya

yu hua ke hame tum dikhe

yu hua bekarari badhi

yu hua ham dobara mile

yu hua hum karib aa gaye

yu hua chal pade silsile

yu hua ke shama ab naya

yu hua ke najar jhuk gayi

kya hua kuch pata na chala

kahi pyar to nahi ho gaya

Explore this song